तुम हमें भूल जाओ मुझे कोई गम नहीं/मैं तुम्हें भूल जाऊं यह...30best|sad story|love stories in hindi


मैं तुम्हें भूल जाऊं यह हो नहीं सकता और तुम मुझे भूल जाओ हमें कोई गम नहीं,

 

Priya ko is office mein kam karte hue 5 Sal Ho Chuke the,

Charo Taraf file o ka dher aur bich mein vo, Ramu Kaka yah sari file 

ho chuki hai inhe kall Subah Sir Ke cabin mein rakh dena,

Yah bolkar Priya Ghadi Ki aur dekhne Lage Aur Kuchh Budha budhane lagi 6:00 baj gaye Lagta Hai Aaj Fir mere Bus chhut jayegi,

Priya ne apne aapko Anand fanand Mein Sametai  Hue Office ke bahar tak hi gaye thi, Rimjhim Baraste  Hui Badal  kai kali ghatav Ne uska joro se Swagat Kiya,

 Thandi Hawaye barish ki Chhoti Chhoti bunde Uske Chehre Ko Chhu Kar Uske hone ka Ehsaas dilaa rahi thi,

 Uske Chehre per Tej Hawa aur Halki Halki bundo priya ko purani yaden main Le Gaya vah Bhul chuki thee ki  use bus bhi  pakarni hai,

Vo apni Yadon Ki samandar  Mein  gote Lagane ko taiyar hi  thi,

ke tabhi vastvikta ke Andhera Ne usse fir se Jaga Diya,

madam aapko der Nahin ho rahi hai Ramu Kaka Ne chhata Aage badhate Hue Kaha,

 han han ja rahi hun muskurate hue priya Chham Chham Karti Barish Mein Apne Pairon ko bus stop ki taraf badhane Lagi,


 Safed Badami suit Aur Mahrumi  Dupatte main symmetry Priya bus Ka Intezar kar rahi thi,

 tabhi use bus ke horn ki awaj sunai padi Priya ki bus stop per Khadi Thi,

Bus rukki  vah bus ki taraf Badi Hi thi Q se Khidki Se jhakata hua Ek Chehra Najar Aaya,

 Raghu ye Naam to Priya ki Jindagi se bahut pahle hi cut chuka tha,

yah Naam ne to priya ko Kuchh der ke liye Mano Sun Kar Diya Ho,

Uske Pairon Ne Manav se Aage badhane se mana kar diya Ho,

 are madam Aana Hai Ki Nahin conductor Ne use Jor ki awaaz mein bola aur sath hindriver Ko Bus ko Aage Badhane  Ka isara abhi Kar Diya,

 aur Priya bus mein chadhne ke Bajaye Khidki Se jhank Rahe Chehre ko hi Ek Tak bass Dekhti Rahi ,

bus chal Padi Thi Aur jaise jaise bus dur ja rahi thi Usi ke sath vah Chehra Dhire Dhire bhundla Hota ja raha tha,

 Raghu aur Priya Kabhi Is Shahar jaan Hua Karte The,

 un donon ki baten pura Shahar Kiya Karta Tha,

 Unki be Umra nadaniya natKhelaiya Ek dusre Mein Dube Rahane ke befikr din Koi Bhula Na Tha,

Aaj Raghu ko priya se Dur Hue 5 Sal Ho Chuke the,

 kuch baat hi aisi thi kis priya Ko Ek Tarfa Chhod jaldbaji mein Apna Shahar Chhod Lucknow Aana Pada tha,

purani Yadon Ke Sath Priya kab Ghar pahunch gai use pata hi nahin chala,

 Der rat Priya bite hue dino ke  Yadon Mein Karvate Le rahi thi Ki tabi Uske mobile per ek message ki ring ne apni aur khincha,


 tum bilkul Nahi Badli Vahi kajrari Aankhen Gol matol Chehra bhigge Kale Lambe Baalo me Tum Aur Bhi Khubsurat Lag rhi thi,

aur kuchh Jo Khali thi vah thi Tumhari Udaas Aankhen Dil To Karta Tha Ki Tumse Milu lekin Tumhen itne Dinon bad dekh isiliye thoda  Kathor Ho Chala tha,

 Kya Tum Mujhse Miloge,


 Raghu kai is message Ne priya ke Ankho ko ko fir se Naam Kar Diya Bhigi Aankhon Ki voh chubhan iss bhigi  raat ko ilanghan de rahi thi,

Apne Kamre Ki khidki per baith Priya Thandi Hawa use ghanto Tak baten Karti Rahe use Din Priya ne Raghu ke message ka Koi jawab nahin diya,

 Halla ki ab har roj bus stop se Gujarti Har bus Raghu ke hone ka Ehsas de rahi thi,

 har roj ki taraf Priya Aaj Bhi apne office se bahar nikal rahi thi ki tabhi uss ke mobile Par ek unknown number se phone aaya Priya phone uthaya aur boli hello,

 aur dusri taraf se Awaaz ati hai,

 Jaanta Hun Tu Mujhe Bhul chuki ho per kya Milana bhi Gunah hai kya Tumhen Main Ab bilkul bhi Yad Nahin Aata yah Awaaz Raghu ki thi,

 yah Vahi Awaaz thi Jise Bina Sune Priya ko Nind nahin aati thi,

Raghu ki  Chhoti Chhoti baten Jis per Priya thahake Maar Ke hasa karti thi Bhala  koi kaise bhul sakta hai,

 Priya Ne Bina Kuchh Bole phone Kyon Kat Diya Aaj Priya apne aap ko rok Nahi Paye Aur Duniya Ko Bhula kar  Apne andar Samay udaasi ke samander ko bahar nikal Diya,

 va fut fut kar ghanto Roti Rahe uski Aankhen Aaj uss sard Hawa ki tarah ho Chali Thi,

Jo acchi to Lagti Hai per Chehre per apni ek lalima Chhod Jaati Hai,

Priya ne FIR Apne purane Shahar jakar apni yado ko taaja kar Legi,

Subah Ki Pahli bus Ne Jaise hi Apne purane shahar Main uthara priya Ussi hi cafe Mei Ja Baithi Jahan Priya aur Raghu Ghanta baithkar coffee ki chiskiya liya Karte The,

Kuchh Bhi To Nahin Badla tha Vahi diwar Vahi purane Jamane ki table aur vah coffee ka swad bhi wahi tha ,

 Cafe kai manager Ne Priya ko Dekhti pahchan liya tha,

 madam itne Dinon bad aur Raghu ji  Nahi dikh  rahe,

 Uske is expression ne Priya ko apni aur move Kar diya aur boli kyon Raghu ya nahin Aate,

 manager Ne Kaha unhen Tu Yahan Aaye Salon ho chuke hain,

 Cafe ki yaden samet Priya FIR UN Galiyon Mein chal Padi Jahan Priya aur Raghu donon ghuma Karte The,

 Kabhi voh usse Dhakka deti To Kabhi raghu donon mauj masti Kiya Karte The,

 Kitni vahan shidhiyaa thi Jin per vah donon Apne Jivan ke sapne Dekha Karte The,

Aaj Bhi Unka Rang Ve sahi hai bus thoda Shor badh gaya tha,

 Chalte Chalte priya use jhil ke pass pahunch gai Jahan per vah donon pahle aur aakhri baar mile the,

 Voh sari yade Mano Priya Ke Samne ghumne  Lagi Thi,


madam yah jhil 500 Sal Purani Hai Mana jata hai Agar isse  Pranam Kar Ke isse Kuchh mango  to mil jata hai,

Raghu ke yah pahle Shabd the Jab usne Priya Ko Dekha Tha,


 Kyon Tum Yahan Ke Guid ho kya PriyaBoli 


 Raghu-ji Nahin  aap itne gaur se dekh rahi thi isiliye maine bol diya vaise me  Raghav or ap jhil se Pranam Karke poochh lo na,


Priya muskurate Hue boli aise hi Tamam baten Karke vah donon ghante Tak Hasti Rahe,

aur fir Aakhri Din Mujhe bhul jao Raghu Hamara Tumhara Sath bassYahi Tak tha,


Priya Itna bol kar vahan se Chali Jaati Hai aur Sara Din Shahar ka Chakkar Lagane ke bad Jaaye vah sham ko bus adde pahunchi To Aakhri bus uska Intezar kar rahi thi,

vah bus mein Chadh kar sabse Piche wali seat per baith kar Khidki Se  bahar ko dekh kar Yadon ko Sanjone  Ne Lagi Thi,

 tabhi sath mein kisi ke baithane ki ahat hui priya  Bina Dekhe hi Khidki ki or khiski hi thi Ki tabi Awaz aye  Tum Ek din ke liye hi Thi ,

Awaj sunkar Priya jhat se  mud kar Dekha To Raghu uske sath Baitha tha,

Tum han main bhi Harshal Issi tarah rahata hun Taki Apne Aaj bite hue dino ko Yad kar Sakun,

Raghu-Aur Tum,

 Priya-main in 5 salo pahli bar i hu,

Raghu-kuch Khoya Mila,

Priya boli ha aur Itna Keh kar Raghu ko Apne Gale Laga Leti  Hai,

Jo Humsafar Kabhi Bichad gaye the Aaj Waqt Ne unhen Fir se Mila Diya Hai,|

           




                         लेखक

                                   दिलशाद अहमद

                                

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ